SONG: Gumnam Hai Koi, Badnam Hai Koi - गुमनाम है कोई, बदनाम है कोई

Gumnam Hai Koi, Badnam Hai Koi - गुमनाम है कोई, बदनाम है कोई

LYRICS:
gumnaam hain koyi, badnaam hain koyi kisko khabar kaun hain woh, anjan hain koyi gumnaam hain koyi, badnaam hain koyi kisko khabar kaun hain woh, anjan hain koyi gumnaam hain koyi kisko samajhe ham apna kal ka naam hain ek sapna kisko samajhe ham apna kal ka naam hain ek sapna aaj agar tum jinda ho toh kal ke liye kal ke liye mala japna gumnaam hain koyi, badnaam hain koyi kisko khabar kaun hain woh, anjan hain koyi gumnaam hain koyi pal do pal ki masti hai bas do din ki basti hain pal do pal ki masti hai bas do din ki basti hain chain yaha par mahanga hain aur maut yaha maut yaha par sasti hain gumnaam hain koyi, badnaam hain koyi kisko khabar kaun hain woh, anjan hain koyi gumnaam hain koyi kaun bala tufani hain maut ko khud hairani hain kaun bala tufani hain maut ko khud hairani hain aaye sada wirano se jo paida huwa paida huwa woh pani hain gumnaam hain koyi, badnaam hain koyi kisko khabar kaun hain woh, anjan hain koyi gumnaam hain koyi, badnaam hain koyi kisko khabar kaun hain woh, anjan hain koyi gumnaam hain koyi