SONG: Gulshan Pe Ghata Chhayi - गुलशन पर घटा छाई

Gulshan Pe Ghata Chhayi - गुलशन पर घटा छाई

LYRICS:
gulshan per ghata chayi bahar aayi jara dekh aankho me mere pyaar ki gahrai jara dekh ye dil ka dhua hai ya kaleje ka dhua hai ye dil ka dhua hai ya kaleje ka dhua hai ulfat ne kaha aag bhadkayi jara dekh anta habibi anta rafiki anta habibi anta rafiki janeman jana na dil ye bole haule haule habibi ho rafiki ho habibi ho rafiki ho anta habibi anta rafiki anta habibi anta rafiki janeman jana na dil ye bole haule haule habibi ho rafiki ho ye rang na tha ye nur na tha jab yaar na tha mahfil me kya rang dikhati shokh ada dildar na tha mahfil me ye rang na tha ye nur na tha jab yaar na tha mahfil me kya rang dikhati shokh ada dildar na tha mahfil me ye shama na tha parwana habibi ho rafiki ho anta habibi anta rafiki anta habibi anta rafiki janeman jana na dil ye bole haule haule habibi ho rafiki ho kya kisne kaha kya kisne suna ye baat na dunia samjhe ek aankh uthi ek aankh jhuki kah dali kahani dil ki kya kisne kaha kya kisne suna ye baat na dunia samjhe ek aankh uthi ek aankh jhuki kah dali kahani dil ki na jo tha mera afsana na jana na jana habibi ho rafiki ho anta habibi anta rafiki anta habibi anta rafiki janeman jana na dil ye bole haule haule habibi ho rafiki ho