SONG: Gullu Gullu Hoga Tera Kya - गुल्लू गुल्लू होगा तेरा क्या

Gullu Gullu Hoga Tera Kya - गुल्लू गुल्लू होगा तेरा क्या

LYRICS:
aa gaya hain waqt maut ka band hain har ek rasta gullu gullu hoga tera kya hay hay meri maa main abhi huaa hi tha jawa aa gayi hain maut na raha fans gayi kaha, nanhi si ye jaan tut kyu pada na aasman hay hay meri maa aa gaya hain waqt maut ka band hain har ek rasta gullu gullu hoga tera kya kya hoga koi leke jaaye ye bayan todata hain dam tera gulam leke tera naam, aakhri salam khatam ho rahi hain dasta hay hay meri maa aa aa gaya hain waqt maut ka khul gaya har ek rasta gullu gullu hoga tera kya are waah waah waah sochta hu ye jaha kahi ek hasin khwab to nahi meri naajni de mujhe yaki are meri naajni de mujhe yaki ya jameen hain ya ke aasma are tauba tauba meri jaan aa gaya hain waqt mauj ka khul gaya har ek rasta gullu gullu hoga tera kya are waah waah waah aa gaya hain waqt mauj ka