SONG: Gulashan Pe Hai Bahaar Koyal Ki Hai Pukaar - गुलशन पे है बहार कोयल की है पुकार पिया आजा रे

Gulashan Pe Hai Bahaar Koyal Ki Hai Pukaar - गुलशन पे है बहार कोयल की है पुकार पिया आजा रे

LYRICS:
gulshan pe hai bahaar koyal ki hai pukaar piya aaja re gulshan pe hai bahaar koyal ki hai pukaar piya aaja re gulshan pe hai bahaar koyal ki hai pukaar piya aaja re bita jo bachapan to aayi javaani bita jo bachapan to aayi javaani uski kahaani piya tumko sunaani uski kahaani piya tumko sunaani jiya hai beqaraar baate to ho do-chaar piya aaja re gulshan pe hai bahaar koyal ki hai pukaar piya aaja re sakhiyo ne daale hai ambava pe jhule sakhiyo ne daale hai ambava pe jhule aise samay me saiya tum hamko bhule aise samay me saiya tum hamko bhule jivan ke ye din chaar kyun jaane de bekaar piya aaja re gulshan pe hai bahaar koyal ki hai pukaar piya aaja re aankho me aa ke piya dil me sama ja aankho me aa ke piya dil me sama ja ujadi huyi tu meri duniya basa ja ujadi huyi tu meri duniya basa ja chhedege man ke taar gaayenge ham malhaar piya aaja re gulshan pe hai bahaar koyal ki hai pukaar piya aaja re