SONG: Gujra Hua Ulfat Ka Zamana - गुज़रा हुआ उल्फ़त का ज़माना

Gujra Hua Ulfat Ka Zamana - गुज़रा हुआ उल्फ़त का ज़माना

LYRICS:
gujraa hua ulfat ka jamana yaad karke royenge yaad karke royenge apni kahani apna fasana yaad karke royenge yaad karke royenge gujraa hua ulfat ka jamana yaad karke royenge yaad karke royenge jab sawan ki mast ghataye dhum machati aayengi jab sawan ki mast ghataye dhum machati aayengi jab koyal ki mithi tane kano me bas jayengi ham ek bhula hua tarana yaad karke royenge yaad karke royenge kabhi kabhi jab tumko apne dil ka dard sunate the, kabhi kabhi kabhi kabhi jab tumko apne dil ka dard sunate the pyar se dharas dekar sajan hamko gale lagate the wahi pyar se gale lagana yaad karke royenge yaad karke royenge gujraa hua ulfat ka jamana yaad karke royenge yaad karke royenge