SONG: Govinda Aala Re Aala Zara Matki Sambhal Brijbala - गोविंदा आला रे आला ज़रा मटकी सम्भाल बृजबाला

Govinda Aala Re Aala Zara Matki Sambhal Brijbala - गोविंदा आला रे आला ज़रा मटकी सम्भाल बृजबाला

LYRICS:
govinda aala re aala zara matki sambhaal brijbaala govinda aala re aala zara matki sambhaal brijbaala are ek do tin char sang paanch chhah saat hai gvala are ek do tin char sang paanch chhah saat hai gvala govinda aala re aala zara matki sambhaal brijbaala aayi maakhan ke choro ki sena aayi maakhan ke choro ki sena zara bach ke sambhal ke ji rahna zara bach ke sambhal ke ji rahna badi natkhat hai fauj kahi aayi jo mauj badi natkhat hai fauj kahi aayi jo mauj nahi bachne ka nahi bachne ka koyi bhi taala taala govinda aala re aala zara matki sambhaal brijbaala govinda aala re aala zara matki sambhaal brijbaala ho kaisi nikali hai jhum ke ye toli ho kaisi nikali hai jhum ke ye toli aaj khelegi dudh se ye holi aaj khelegi dudh se ye holi bhige kitna bhi ang thandi ho na umang bhige kitna bhi ang thandi ho na umang pade inse pade inse kisi ka na paala paala govinda aala re aala zara matki sambhaal brijbaala govinda aala re aala zara matki sambhaal brijbaala are ek do tin char sang paanch chhah saat hai gvala are ek do tin char sang paanch chhah saat hai gvala govinda aala re aala zara matki sambhaal brijbaala are ek do tin char sang paanch chhah saat hai gvala are ek do tin char sang paanch chhah saat hai gvala govinda aala re aala zara matki sambhaal brijbaala govinda aala re aala zara matki sambhaal brijbaala aala re aala zara matki sambhaal brijbaala