SONG: Goriye Baliye Kaha Le Ke Chali Hai Mera Dil - गोरिये बलिये कहाँ ले के चली हैं मेरा दिल

Goriye Baliye Kaha Le Ke Chali Hai Mera Dil - गोरिये बलिये कहाँ ले के चली हैं मेरा दिल

LYRICS:
goriye baliya kaha le ke chali hai mera dil pata jara apna bata jana goriye baliya kaha le ke chali hai mera dil pata jara apna bata jana kahdo unse jaha jaye hamari marzi hame koi roke na diwana kahdo unse jaha jaye hamari marzi hame koi roke na diwana hum to chale lambi dagar dekhe palat kar apni bhala hum to chale lambi dagar dekhe palat kar apni bhala hum bhi hai rahi tere safar ke dekh hame bhi to mud ke jara goriye baliya kaha le ke chali hai mera dil pata jara apna bata jana kahdo unse jaha jaye hamari marzi hame koi roke na diwana bat meri sun to sahi aise bigad kar jate nahi bat meri sun to sahi aise bigad kar jate nahi jinki najar me kuch bhi sharam hai karke ishare bulate nahi kahdo unse jaha jaye hamari marzi hame koi roke na diwana goriye baliya kaha le ke chali hai mera dil pata jara apna bata jana kuch bhi koi kahta chale hum to kisi ki bhi sunte nahi kuch bhi koi kahta chale hum to kisi ki bhi sunte nahi ab to chali ho par ye samjh lo fir bhi milenge kahi na kahi goriye baliya kaha le ke chali hai mera dil pata jara apna bata jana kahdo unse jaha jaye hamari marzi hame koi roke na diwana