SONG: Goriya Huyi Re Jawan - गोरिया हुई रे जवान बालम रूठ चले

Goriya Huyi Re Jawan - गोरिया हुई रे जवान बालम रूठ चले

LYRICS:
goriya hui re jawan baalam ruth chale goriya hui re jawan baalam ruth chale panghat ki pahchaan preetam bhul chale panghat ki pahchaan preetam bhul chale goriya hui re jawan baalam ruth chale hum kho chuke hai dil ko hum kho chuke hai dil ko hum kho chuke hai dil ko dilli ki galiyon me hum dhundhte bismil ko hum dhundhte bismil ko dilli ki galiyon me hum dhundhte bismil ko dilli ki galiyon me ha kaatil ke til ko dekh ke kaatil ke til ko dekh ke hum tilmilaaye gaye jalwa dikha ke aaj vo humko jala gaye jalwa dikha ke aaj vo humko jala gaye dil me rahe armaan baalam ruth gaye dil me rahe armaan baalam ruth gaye panghat ki pahchaan preetam bhul chale goriya hui re jawan baalam ruth chale ??? kaahe re gumaan baalam ruth gaye kaahe re gumaan baalam ruth gaye panghat ki pahchaan preetam bhul chale goriya hui re jawan baalam ruth chale ??? tore mandir ke jhume nishaan baalam ruth gaye tore mandir ke jhume nishaan baalam ruth gaye panghat ki pahchaan preetam bhul chale goriya hui re jawan baalam ruth chale ??? rah gayi akeli meri jaan baalam ruth gaye rah gayi akeli meri jaan baalam ruth gaye panghat ki pahchaan preetam bhul chale goriya hui re jawan baalam ruth chale