SONG: Goriya Ho Goriya

Goriya Ho Goriya

LYRICS:
chham chham chham chham chhan n n n .... chham chham chham chham chhan n n n .... chham chham chham chham chhan n n n .... goriya ho ho goriya kyun tune fool sajae reshmi baalo mein ho.... rashiyan ho ho rashiya hoye.... rashiyan ho ho rashiya dono matlab hote hai tere sawalo mein ho.... goriya ho ho goriya kyun tune fool sajae reshmi baalo mein gori muskanva haye... tori muskanva mein rang hai nirale rang hai nirale tori muskanva mein rang hai nirale dadak dak jiya re jaya na sambhala aretiya ka diyra kare jab ujala muradiya hase jhum jae ye suhala jhum jae ye suhala ye geri geri battiyan samaj na saku main samaj na saku main tu mujhko hasae tu mujhko hasae toh kyun na hasu main kyun na hasu main hasti rahu main goriya ho ho goriya goriya ho ho goriya kyun leke pyar ki kaliya gore se gaalo mein rashiyan ho ho rashiyan hoye.... rashiyan ho ho rashiya dono matlab hote hai tere sawalo mein ho goriya goriya ho ho goriya kyun leke pyar ki kaliya gore se gaalo mein ho ho ho ho ... ho ho ho ho ... logova se badla liya re tune kaise liya re tune kaise itna kare zugvaar kiya re tune kaise kiya re tune kaise battiya to karli badi ab darr lage ab darr lage bada ab darr lage tu hai bahadurr tu hai bahadurr ha duniya ye duniya zukegi tere aage ha zukegi tere aage maina ... nazariya katori isara jo palu isara jo palu anguliya pe apni main parvat uthalu main parvat uthalu main parvat uthalu main parvat uthalu