SONG: Gori Gori Chandani Aur Poonam Ki Raat - गोरी गोरी चांदनी और पूनम की रात

Gori Gori Chandani Aur Poonam Ki Raat - गोरी गोरी चांदनी और पूनम की रात

LYRICS:
gori gori chandni ho gori gori chandani or poonam ki rat hai meethi meethi ho meethi meethi sajna se hogi man ki bat re hogi man ki bat re gori gori chandni ho gori gori chandani or poonam ki rat hai meethi meethi ho meethi meethi sajna se hogi man ki bat re hogi man ki bat re aaj ki hai rat ho aaj ki hai rat piya pas mere aaynge ruthungi me unse vo aa ke manaynge aa ke manaynge ho aa ke manaynge gayenge khushi ke geet gayenge khushi ke geet dil me hai sath re meethi meethi ho meethi meethi sajna se hogi man ki bat re hogi man ki bat re thandi thandi pawan saloni man bhaye re thandi thandi pawan saloni man bhaye re bindiya humari dekho gir gir jaye re gir gir jaye re bindiya humari dekho gir gir jaye re ho gir gir jaye re rimjhim rimjhim rimjhim rimjhim pade barsat re meethi meethi ho meethi meethi sajna se hogi man ki bat re hogi man ki bat re kar ke singar ho kar ke singar aaj unko rijhaungi odh ke chunariya sajan ghar jaungi sajan gahr jaungi ho sajan ghar jaungi mehndi se lal lal mehndi se lal lal honge mere hath re meethi meethi ho meethi meethi sajna se hogi man ki bat re hogi man ki bat re gori gori chandni ho gori gori chandni or poonam ki rat re meethi meethi ho meethi meethi sajna se hogi man ki bat re hogi man ki bat re