SONG: Gori Ek Baat Sun Badi Mazedar Hai - गोरी एक बात सुन बड़ी मजेदार है क्या

Gori Ek Baat Sun Badi Mazedar Hai - गोरी एक बात सुन बड़ी मजेदार है क्या

LYRICS:
gori ek bat sun badi majedar hai kya teri takrar mein bhi pyar hai teri takrar mein bhi pyar hai piya tum kitne samjhdar ho kaun kahta hai ki tum gawar ho kyo gori kaisi kahi nadi maike ki rahi magar ye bat tumahari nahi magar ye bat tumahari nahi udhar hai teri takrar mein bhi teri akal se das guni gori mujhme hai akal jara shishe mein dekho apni shakal jyada bak bak mat kar jyada bak bak mat kar bas ho ja chupchapbap re bap ghadi ghadi mujhko sata mat lagega paap bap re bap mere bhagwan mere bhagwan bata ye kya chamtkar hai mera balam hai ya police ka jamadar hai teri takrar mein bhi pyar hai teri takrar mein bhi pyar hai aaj se sun papiha aaj se sun papiha teri meri katti apne nahiar ko chali ja ja hai chhuti aisa mat bolo piya dhak dhak hoye jiya aisa mat bolo piya dhak dhak hoye jiya fir kahe ko akad ji meri sarkar hai teri takrar mein bhi pyar hai teri takrar mein bhi pyar hai teri meri preet gori kabhi nahi chhute hato ji hato balam hato ji hato balam tum ho bade jhuthe meri dhugdhugi baje dam dam o mere piya jio jug jug meri dhugdhugi baje dam dam o mere piya jio jug jug tera mera jhagda mita ab to beda par hai tera mera jhagda mita ab to beda par hai teri takrar mein bhi pyar hai teri takrar mein bhi pyar hai