SONG: Gori Chalo Na Hans Ki Chal Zamana Dushman Hai - गोरी चलो न हंस की चाल ज़माना दुश्मन है

Gori Chalo Na Hans Ki Chal Zamana Dushman Hai - गोरी चलो न हंस की चाल ज़माना दुश्मन है

LYRICS:
gori chalo na hans ki chal jaman dusman hai teri umar hai solah saal jamana dusman hai kuchh parwah nahi sarkar jamana dusman ho mujhe tumse hua hai pyar jamana dusman ho gori chalo na hans ki chal jaman dusman hai teri umar hai solah saal jamana dusman hai ho chand si ujali haasina tum chhod do aana jana rokega tumhari rahe ham jaisa koi diwana koi lakh lagaye pahre mai pahre tod ke aau hu tere milan ki pyasi mai dunia chhod ke aau gori chalo na hans ki chal jaman dusman hai teri umar hai solah saal jamana dusman hai kuchh parwah nahi sarkar jamana dusman ho mujhe tumse hua hai pyar jamana dusman ho ye ishk hai aag ka dariya tum soch samjh kar uatarna hai isme hazaro tufaa asan nahi hai gujarna jab pyar ka bandhan bandha phir aag ho ya hai pani dar jaye wo kaisi ulfat sar jaye wo kaisi jawani gori chalo na hans ki chal jaman dusman hai teri umar hai solah saal jamana dusman hai kuchh parwah nahi sarkar jamana dusman ho mujhe tumse hua hai pyar jamana dusman ho