SONG: Gori Chali Piya Ke Desh - गोरी चली पिया के देश, गोरी चली पिया के देश

Gori Chali Piya Ke Desh - गोरी चली पिया के देश, गोरी चली पिया के देश

LYRICS:
gori chali piya ke desh, gori chali piya ke desh jara haule haule hoye jara dhire dhire jara haule haule hoye jara dhire dhire jara dhire dhire chal kahi lag na jaye thesh gori chali piya ke desh ha yad me pee ki kho na jana aankh mila ke bhul na jana, aankh mila ke bhul na jana aankh mila ke bhul na jana suno suno ari dulhaniya bhejna pee ke ghar se jake bhejna pee ke ghar se jake ho gori hamko koi sandesh gori chali piya ke desh, gori chali piya ke desh tirchi najar se bhola katil kar ke chala hai sabko bandil, suno suno ari dulhaniya jisse thi ummid wafa ki, jisse thi ummid wafa ki jisse thi ummid wafa ki wo hi chali badal ke bhesh gori chali piya ke desh, gori chali piya ke desh aankhe pukare lab par ha hai maar chali ye mast nigahe maar chali ye mast nigahe, suno suno aji dulhaniya hamko chhod a kiske sahare, hamko chhod a kiske sahare hamko chhod a kiske sahare, gori chhod ke apna desh gori chali piya ke desh, gori chali piya ke desh jara haule haule hoye jara dhire dhire jara haule haule hoye jara dhire dhire jara dhire dhire chal kahi lag na jaye thesh gori chali piya ke desh