SONG: Gori Ankho Me Dale Kajra - गोरी आँखों मे डाले कजरा

Gori Ankho Me Dale Kajra - गोरी आँखों मे डाले कजरा

LYRICS:
gori aankho me dale kajra ho gori aankho me dale kajra aur hatho me pahne gajra bolo kaha chali bolo kaha chalo nanhi kali sach to bata tere piya ki hai kaun si gali mere mathe pe bindiya chamke mere mathe pe bindiya chamke mere paav me jhanjhar jhanke mai to waha chali mai to waha chali nanhi kali kaise batau badi dur mere piya ki gali gori gori pariyo ki chori si chabili naar chori chori nikli kyu ghar se kyu nikli ji ghar se suni hai dagariya umariya hai bali kaahe darti nahi kya darti nahi kya jag darti nahi kya jag bhar se madmate nain matkati bolo kaha chali bolo kaha chalo nanhi kali sach to bata tere piya ki hai kaun si gali anhkiya fadakti hai jiyra dhadkta hai jabse baji hai bansuriya re bansuriya sajan se milan ki agan lagi chalki nain ki gagariya nain ki gagariya jaha rasta take hai sawariya jaha lagi hai meri najariya mai to waha chali mai to waha chali nanhi kali kaise batau badi dur mere piya ki gali