SONG: Gore Gore Hatho Me Mehndi Racha Ke Naino Me Kajara Dhaal Ke - गोरे-गोरे हाथों में मेहंदी रचा के, नैनो में कजरा डाल के

Gore Gore Hatho Me Mehndi Racha Ke Naino Me Kajara Dhaal Ke - गोरे-गोरे हाथों में मेहंदी रचा के, नैनो में कजरा डाल के

LYRICS:
gore-gore hatho me mehandi racha ke, naino me kajra dal ke chalo dulhaniya piya se milne chhota sa ghunghat nikal ke chhota sa ghunghat nikal ke gore-gore hatho me mehandi racha ke, naino me kajra dal ke chalo dulhaniya piya se milne chhota sa ghunghat nikal ke chhota sa ghunghat nikal ke jake ab sasural me rahna sas-sasur ki sewa karna sab-kuch sahna kuch bhi na kahna, aasu ko rakhna sambhal ke chalo dulhaniya piya se milne chhota sa ghunghat nikal ke chhota sa ghunghat nikal ke hasti rahogi tum pritam ke nam se pritam ke nam se ji pritam ke nam se thak ke jo aaye din bhar ke kam se, din bhar ke kam se ji din bhar ke kam se pankha dhalogi, pankha dhalogi wo soye aaram se sapno me unke dhire se aana, moti ki ladiya uchal ke chalo dulhaniya piya se milne chhota sa ghunghat nikal ke chhota sa ghunghat nikal ke piya ke sang mithi-mithi bolna mithi-mithi bolna ji mithi-mithi bolna unse nayan gori dhire-dhire dolna dhire-dhire dolna ji dhire-dhire dolna gussa kare wo juban nahi kholna gussa kare wo juban nahi kholna sajan ke man-mandir me basna naino ka dipak baal ke chalo dulhaniya piya se milne chhota sa ghunghat nikal ke chhota sa ghunghat nikal ke gore-gore hatho me mehandi racha ke, naino me kajra dal ke chalo dulhaniya piya se milne chhota sa ghunghat nikal ke chhota sa ghunghat nikal ke