Gora Rang Kisi Pe Na Aaye - गोरा रंग ना किसी पे आये
LYRICS:
o gora rang na
o gora rang na kisi pe aaye
ye duniya sataye chain na aaye
o gora rang na
o gora rang na kisi pe aaye
ye duniya sataye chain na aaye
o panghat pe gayi pani jo bharne
o panghat pe gayi pani jo bharne
dil wale lage mujhpe marne
dil wale lage mujhpe marne
are kaun inhe samjhaye
ye duniya sataye chain na aaye
o gora rang na
o gora rang na kisi pe aaye
ye duniya sataye chain na aaye
koi kahe o dilbar jani o dilbar jani
koi kahe o dilbar jani o dilbar jani
ban ja meri dil ki rani dil ki rani
kya hoga samajh na aaye
ye duniya sataye chain na aaye
o gora rang na
o gora rang na kisi pe aaye
ye duniya sataye chain na aaye
o kaha chhupau aisi jawani
o kaha chhupau aisi jawani
duniya ho gayi mujhpe diwani
duniya ho gayi mujhpe diwani
kaho kidhar ko jaye
ye duniya sataye chain na aaye
o gora rang na
o gora rang na kisi pe aaye
ye duniya sataye chain na aaye