SONG: Gora Ho Chahe Kaala Albela Hai Dilwala - गोरा हो चाहे काला अलबेला है दिलवाला

Gora Ho Chahe Kaala Albela Hai Dilwala - गोरा हो चाहे काला अलबेला है दिलवाला

LYRICS:
gora ho chahe kala albela hai dilwala dil lele ya dede ye teri marzi gora ho chahe kala albela hai dilwala dil lele ya dede ye teri marzi gora ho chahe kala koi dekh roop to nihare koi rang dil to chala jaye rey nazariya ke sang koi dekh roop to nihare koi rang dil to chala jaye rey nazariya ke sang nazariya ke sang nazariya ke sang chanchal ya bhola bhala chanchal ya bhola bhala albela hai dilwala dil lele ya dede ye teri marzi gora ho chahe kala lali vale hoth ya gulal vale gaal chori chori nain yu mile to rahe lal lali vale hoth ya gulal vale gaal chori chori nain yu mile to rahe lal gulal vale gaal sharmila ya matwala sharmila ya matwala albela hai dilwala dil lele ya dede ye teri marzi gora ho chahe kala maya ke bazar me hazaro kharidar dil se dil jo man le usi ko mile pyar maya ke bazar me hazaro kharidar dil se dil jo man le usi ko mile pyar usi ko mile pyar usi ko mile pyar dunia se to nirala albela hai dilwala dil lele ya dede ye teri marzi gora ho chahe kala