SONG: Goonjne Lage Hain - गूंजने लगे हैं

Goonjne Lage Hain - गूंजने लगे हैं

LYRICS:
gunjne lage hain kahne, phulon se bhi suna hain tarana pyar ka kehta hain dil aake mil o meri jindagi tanha na beet jaye, din bahar ka abhi abhi ek hawa ka jhonka yaad teri le aaya yaad ke sajoon par dil ne ek parit ka geet sunaya abhi abhi ek hawa ka jhonka yaad teri le aaya yaad ke sajoon par dil ne ek parit ka geet sunaya o meri dilruba sun le jara, kahta hain dil tuz se ye kya afsana gunjne lage hain kahne, phulon se bhi suna hain tarana pyar ka kehta hain dil aake mil o meri jindagi tanha na beet jaye, din bahar ka dilbar mere dil mein kya hain, tu jo isse sun leti mere sang jiwan ke kitne sapne tu bun leti dilabar mere dil mein kya hain, tu jo ise sun leti mere sang jeewan ke kitne sapne tu bun leti o meri dilruba tu ban shama, aur dekh ja jalta hua parwana gunjne lage hain kahne, phulon se bhi suna hain tarana pyar ka kehta hain dil aake mil o meri jindagi tanha na bit jaye, din bahar ka la la la la la la la la