SONG: Gokul Ki Galiyo Ka Nand Lala - गोकुल की गलियों का नंद लाला

Gokul Ki Galiyo Ka Nand Lala - गोकुल की गलियों का नंद लाला

LYRICS:
are gokul ki galiyo ka nandlala are nandlala dekho nandlala are gokul ki galiyo ka nandlala teri nagri me aaya hai brijbala brijbala ha ha brijbala abke laya hai rang nirala nirala aala aala goivnda aala aala aala goivnda aala aali re aali aayi kaske kamar brijbala aayi kaske kamar brijbala chaal chalna sambhal ke nandlala chaal chalna sambhal ke nandlala mujhse pada na hoga pahle pala brijbala aali re brijbala brijbala aali re brijbala aala aala goivnda aala aala aala goivnda aala kab tak bacha kar kab tak bacha kar rakhogi apni makhan ki matki gujariya are makhan ki matki gujariya are todenge fodegne samne sabke dekhegi sari bazariya dekhegi sari bazariya tera jor tera shor tera shor tera jor nahi chala, nahi chalne wala wala aala aala goivnda aala aala aala goivnda aala brijbala aali re brijbala brijbala aali re brijbala ab ke humari ab ke humari aayi hai bari sunle yashoda ke chhore sunle yashoda ke chhore matki humari makhan humara kyu khaye gwale ye tore kyu khaye gwale ye tore ja re chor kahi aur kahi aur ja re chor tu hai aisa kaha ka matwala brijbala aali re brijbala brijbala aali re brijbala aala aala goivnda aala aala aala goivnda aala choli masak gayi choli masak gayi chunari khisak gayi mud gayi re najuk kalai ha ha mud gayi re najuk kalai are natkhat kanhaiya ko sari umariya deti firogi duhai deti firogi duhai mera naam subah sham subah sham mera naam lele ke japogi tum mala mala aala aala goivnda aala aala aala goivnda aala brijbala aali re brijbala brijbala aali re brijbala are gokul ki galiyo ka nandlala are nandlala dekho nandlala gokul ki galiyo ka nandlala teri nagri me aaya hai brijbala brijbala ha ha brijbala ab ke laya hai rang nirala nirala aala aala goivnda aala aala aala goivnda aala aala aala goivnda aala