SONG: Gokul Ki Ek Naar Chhabili, Jamuna Tat Par Aai Re - गोकुल की एक नार छबीली, जमुना तट पर आई रे

Gokul Ki Ek Naar Chhabili, Jamuna Tat Par Aai Re - गोकुल की एक नार छबीली, जमुना तट पर आई रे

LYRICS:
gokul ki ek nar chhabili, jamuna tat par aayi re jamuna tat par aayi gokul ki ek nar chhabili, jamuna tat par aayi re jamuna tat par aayi gora badan aur patli kamariya gora badan aur patli kamariya, chal chlat ithlayi re gora badan aur patli kamariya, chal chlat ithlayi re pag payal ne runujhunu runujhunu, pag payal ne pag payal ne runujhunu runujhunu, mithe sur me gayii re gokul ki ek nar chhabili, jamuna tat par aayi re purvaiya ne chhed ke sadi, sar se kuch sarkayi re purvaiya ne chhed ke sadi, sar se kuch sarkayi re choti khul ke lharayi hai, choti khul ke lharayi hai jyu nagan balkhayi re gokul ki ek nar chhabili, jamuna tat par aayi re it ut dhundhe apne pi ko, it ut dhundhe apne pi ko sudh budh kuch bisarayi re, mano radhe prem ki murat aye jimano radhe prem ki murat, dhundhe krishan kahnayi re gokul ki ek nar chhabili, jamuna tat par aayi re jamuna tat par aayi