SONG: Ghum Raha Hai Chakra Jagat Ka - घूम रहा हैं चक्र जगत का

Ghum Raha Hai Chakra Jagat Ka - घूम रहा हैं चक्र जगत का

LYRICS:
ghum raha hai chakar jagat ka hum tum sab hai dhage wahi chhuta in dhago se lobh, moh jo tyage moh ka parda kala hai jagat makdi ka jala hai mamta ka nata tod na kuch bhi rehne wala hai moh ka parda kala hai jagat makdi ka jala hai mamta ka nata tod na kuch bhi rehne wala hai jagat makdi ka jala hai kaun pita hai, kaun hai mata kaun pita hai, kaun hai mata ek bharam ki dor hai jiwan ke sab jhuthe naate mati charo aur hai tu parbhu se nata jod wahi sabka rakhwala hai mamta ka nata tod na kuch bhi rehne wala hai jagat makdi ka jala hai moh ka parda kala hai jagat makdi ka jala hai mamta ka nata tod na kuch bhi rehne wala hai jagat makdi ka jala hai chhaya ek aneko chhaya chhaya ek aneko chhaya maya ka sab khel hai maya ka sab khel hai tab tak deeya jala karta hai jab tak usme tel hai jab tak usme tel hai chota ho ya bada jalati sabko jwala hai mamta ka nata tod na kuch bhi rehne wala hai jagat makdi ka jala hai moh ka parda kala hai jagat makdi ka jala hai mamta ka nata tod na kuch bhi rehne wala hai jagat makdi ka jala hai jagat makdi ka jala hai om hari om, om hari om om hari om, om hari om