SONG: Ghulam Nahi Tu Josh Me Aa - गुलाम नहीं तू जोश में आ

Ghulam Nahi Tu Josh Me Aa - गुलाम नहीं तू जोश में आ

LYRICS:
chal aa, chal aa gulaam nahi tu josh me aa chal aa, chal aa ye desh hai tera hosh me aa chal aa, chal aa lahu se apne ae sardaar nayi khadi kar de ek diwaar desh ko bachaao roko tum dushman ke waar garaj garaj garjo shero aazadi ki lalkaar aazadi ki lalkaar garaj garaj garjo shero aazadi ki lalkaar chal aa, chal aa chal aa, chal aa gulaam nahi tu josh me aa chal aa, chal aa ye desh hai tera hosh me aa chal aa, chal aa kaandhe se kaandha jodo chhati par gole roko kaandhe se kaandha jodo chhati par gole roko aary sipaahi aary samaaj aazadi ki de lalkaar aazadi ki de lalkaar ae jawan, ae jawan, ae jawan chal aa, chal aa gulaam nahi tu josh me aa chal aa, chal aa ye desh hai tera hosh me aa chal aa, chal aa dharti mata ka farmaan kadam kadam par de de jaan dharti mata ka farmaan kadam kadam par de de jaan desh ko fir aabaad kare aazad kare, aazad kare desh ko fir aabaad kare aazad kare, aazad kare ae jawan, ae jawan, ae jawan chal aa, chal aa gulaam nahi tu josh me aa chal aa, chal aa ye desh hai tera hosh me aa chal aa, chal aa