SONG: Ghir Ghir Ke Aayi Hai Badariya - घिर घिर के आई है बदरिया

Ghir Ghir Ke Aayi Hai Badariya - घिर घिर के आई है बदरिया

LYRICS:
ghir ghir ke aayi hai badariya sajanva na ja ghir ghir ke aayi hai badariya sajanva na ja rote hai nain banware inhe samjha ja rote hai nain banware inhe samjha ja ghir ghir ke aayi hai badariya sajanva na ja pehle to aas dilai ab fir kyu aakh churayi pehle to aas dilai ab fir kyu aakh churayi hatho me hath diya hai laaz nibha ja hatho me hath diya hai laaz nibha ja rote hai nain banware inhe samjha ja ghir ghir ke aayi hai badariya sajanva na ja ghir ghir ke aayi hai badariya sajanva na ja aankhe fariyad karengi ro ro kar yaad karengi aankhe fariyad karengi ro ro kar yaad karengi aankho ki bhul balma aake bata ja aankho ki bhul balma aake bata ja rote hai nain banware inhe samjha ja ghir ghir ke aayi hai badariya sajanva na ja ghir ghir ke aayi hai badariya sajanva na ja