SONG: Ghir Aaye Re Kare Badraa - घिर आये रे कारे बदरा

Ghir Aaye Re Kare Badraa - घिर आये रे कारे बदरा

LYRICS:
ghir aaye re kare badra main to dalugi naino mein kjara ki jiya mora mane na ki jiya mora mane na kahu chhank payal mori chhanki khu kisse lagan hay man ki ki jiya mora mane na ki jiya mora mane na aise aaye re jhoke hawa ke udi jaye mori dhani chunriya do hatho mein mukhda chhupa ke maine niche chhupa li nazariya bal khau ghbrau dar jau ki koi pehchane na ki koi pehchane na ghir aaye re kare badra main to dalugi naino mein kjara ki jiya mora mane na ki jiya mora mane na aa aa aa aa aa aa ho ho ho ho ho bhed khote kare to na jane bade bhole re saiya humare koi na jane bade bhole re sayiya hamare meri nazaro mein aake to dekhe aaj kaisi hai kya ye nazare ye hawaye ye ghtaye ka bulaye ki hay koi jane na ho ho ho ki haye koi jane na ghir aaye re kare badra main to dalugi naino mein kjara ki jiya mora mane na ki jiya mora mane na