SONG: Ghazal Ke Phool - समझे थे हम क्यूँ उन्हें जिन्दगी

Ghazal Ke Phool - समझे थे हम क्यूँ उन्हें जिन्दगी

LYRICS:
samjhe the hum kyu unhe jindgi chahe the kyu humne unse khushi samjhe the hum kyu unhe jindgi chahe the kyu humne unse khushi kisi ki nahi ye thi apni hi bhul nikle wo kagaz ke phul kagaz ke phul ye hai kagaz ke phul bahaaro ke rang inme khushbu kaha fijaon mein bhi ye to lagte jawaa bahaaro ke rang inme khushbu kaha fijaon mein bhi ye to lagte jawaa hai daaman mein apne bhare humne shul nikle wo kagaz ke phul kagaz ke phul ye hai kagaz ke phul chhoda tha jiske liye ye jaha chhoda tha jiske liye ye jaha manzil ko nikle panuche kaha payi hai humne us raaho ki dhul nikle wo kagaz ke phul kagaz ke phul kagaz ke phul kagaz ke phul