SONG: Ghata Ghir Ghir Ke Chhai Hai - घटा घिर घिर के छाई है

Ghata Ghir Ghir Ke Chhai Hai - घटा घिर घिर के छाई है

LYRICS:
ghata ghir ghir ke chai hai to fir barsat bhi hogi ghata ghir ghir ke chai hai to fir barsat bhi hogi ji ha hogi ji ha hogi jawani aa gayi to dil se dil ki bat bhi hogi ji ha hogi ji ha hogi ghata ghir ghir ke chai hai to fir barsat bhi hogi jawani aa gayi to dil se dil ki bat bhi hogi ji ha hogi ji ha hogi bahut ghabra raha hai dil ladakpan jane wala hai bahut ghabra raha hai dil ladakpan jane wala hai jawani ka wo tufani jamana aane wala hai jawani ka wo tufani jamana aane wala hai jo aata hai to aane do mohabbat ko muskurane do mohabbat ka jo din aaya to fir se rat bhi hogi ji ha hogi ji ha hogi ghata ghir ghir ke chai hai to fir barsat bhi hogi jawani aa gayi to dil se dil ki bat bhi hogi ji ha hogi ji ha hogi bachaye kis tarah dil ko mohabbat ke jhamele se bachaye kis tarah dil ko mohabbat ke jhamele se bina takraye kab koi bhala nikla hai male se bina takraye kab koi bhala nikla hai male se agar sine me ek dil hai muskil bach ke chalna khabar kaise hame ulfat me aisi bat bhi hogi ji ha hogi ji ha hogi ghata ghir ghir ke chai hai to fir barsat bhi hogi ghata ghir ghir ke chai hai to fir barsat bhi hogi jawani aa gayi to dil se dil ki bat bhi hogi ji ha hogi ji ha hogi