SONG: Ghar Wale Ghar Nahi, Hume Kisi Kaa Dar Nahi - घर वाले घर नहीं, हमे किसी का डर नहीं

Ghar Wale Ghar Nahi, Hume Kisi Kaa Dar Nahi - घर वाले घर नहीं, हमे किसी का डर नहीं

LYRICS:
ghar wale ghar nahi hame kisi ka dar nahi ghar wale ghar nahi hame kisi ka dar nahi dhum machalo haslo ga lo apna jamana hai ghar wale ghar nahi hame kisi ka dar nahi dhum machalo haslo ga lo apna jamana hai ghar wale ghar nahi khub banegi milke baithenge jab do diwane dil se dil ki bate hongi khilte naye tarane khub banegi milke baithenge jab do diwane dil se dil ki bate hongi khilte naye tarane mast hawa mast fiza mast hawa mast fiza shama suhana hai ghar wale ghar nahi hame kisi ka dar nahi dhum machalo haslo ga lo apna jamana hai ghar wale ghar nahi upar wale ne sun li hai bat hamare man ki khan khan khanka mora kangna chhan chan payal chhanki upar wale ne sun li hai bat hamare man ki khan khan khanka mora kangna chhan chhan payal chanki preet nayi geet naya preet nayi geet naya, naya tarana hai ghar wale ghar nahi hame kisi ka dar nahi are ghar wale ghar nahi hame kisi ka dar nahi dhum machalo haslo ga lo apna jamana hai ghar wale ghar nahi hame kisi ka dar nahi dhum machalo haslo ga lo apna jamana hai ghar wale ghar nahi