SONG: Ghar Aaja Ghir Aaye Badara Sanwariya - घर आजा घिर आये बदरा साँवरिया

Ghar Aaja Ghir Aaye Badara Sanwariya - घर आजा घिर आये बदरा साँवरिया

LYRICS:
ghar aaja ghir aaye badara sanwariya ghar aaja ghir aaye badara sanwariya mora jiya dhak dhak rey chamake bijuriya ghar aaja ghir aaye suna suna ghar mohe dasane ko aaye rey suna suna ghar mohe dasane ko aaye rey khidaki pe baithi baithi sari rain jaye rey tap tip sunata mai toh bhai rey banwariya ghar aaja ghir aaye kasamata jiyara kasak mori duni rey pyasi pyasi ankhiyo ki kaliya hai suni rey jane mohe lagi kis bairan ki najariya ghar aaja ghir aaye badara sanwariya mora jiya dhak dhak rey chamake bijuriya ghar aaja ghir aaye