SONG: Ghamand Kar - घमंड कर

Ghamand Kar - घमंड कर

LYRICS:
bhawani ke veeron utha lo bhuja ko satyagini ko mastak saja lo swaaha ho shatru prachand macha do shapath ka path ceer path desh ka path jeet path kadmon ki taal se dhool ka baadal saja shatru ke lahu se dharti ka shringar kar desh par prahaar hai prahaar kar, prahaar kar ghamand kar, prachand kar tandav sa yudh kar yudh kar bhayankar ghamand se chalo na daro, na giro kaat sabko dil se jeet ki ore chalo ghamand ki pukaar hai daro na daro daldal mein lahu ke badh chalo, badh chalo ghamand hi tere sheesh ka shringar hai cheer sheesh sabke badh chalo, badh chalo ghamand se chalo na daro, na giro kaat sabko dil se jeet ki ore chalo rakt girega maati taregi pyaas bujhegi ho dushman katega dharti sajegi desh sajega ho