SONG: Gham Uthane Ke Liye Mai To Jiye Jaunga - गम उठाने के लिए मैं तो जिए जाऊंगा

Gham Uthane Ke Liye Mai To Jiye Jaunga - गम उठाने के लिए मैं तो जिए जाऊंगा

LYRICS:
falak pe jitne sitare hai wo bhi sharmaye o dene wale mujhe itni jindagi de de yahi saja hai meri maut hi na paye kisi ko chain mile mujhko bekrari de de gam uthane ke liye mai to jiye jaunga gam uthane ke liye mai to jiye jaunga sans ki lay pe tera nam liye jaunga gam uthane ke liye mai to jiye jaunga haye tune mujhe ulfat ke siwa kuch na diya or maine tujhe nafrat ke siwa kuch na diya haye tune mujhe ulfat ke siwa kuch na diya or maine tujhe nafrat ke siwakuch na diya tujhse sharminda hu aye meri wafa ki devi tera mujrim musibat ke siwa kuch na diya gam uthane ke liye mai to jiye jaunga sans ki pay pe tera nam liye jaunga gam uthane ke liye mai to jiye jaunga tu khyalo me mere ab bhi chali aati hai apni palko pe un ashko ka janaja lekar tu khyalo me mere ab bhi chali aati hai apni palko pe un ashko ka janaja lekar tune ninde kari kurban meri raho me mai nashe me raha gairo ka sahara lekar gam uthane ke liye mai to jiye jaunga sans ki pay pe tera nam liye jaunga gam uthane ke liye mai to jiye jaunga gam uthane ke liye mai to jiye jaunga