SONG: Gham Nahi Kar Muskura Jine Ka Le Le Maja - गम नहीं कर मुस्कुरा जीने का ले ले मजा

Gham Nahi Kar Muskura Jine Ka Le Le Maja - गम नहीं कर मुस्कुरा जीने का ले ले मजा

LYRICS:
are gum nahi kar muskura jine ka le le maja nadan ye jindagi hai khubsurat bala gum nahi kar muskura jine ka le le maja nadan ye jindagi hai khubsurat bala gum nahi kar muskura rut ye jawan chaya sama kitna hasin hai ye jahan rut ye jawan chaya sama kitna hasin hai ye jahan thandi fiza bhigi hawa phir aag si dil me laga thandi fiza bhigi hawa phir aag si dil me laga kab se jale dil ye mera gum nahi kar muskura jine ka le le maja nadan ye jindagi hai khubsurat bala gum nahi kar muskura sab bhul ja aa pyar me hai jeet bhi is haar me sab bhul ja aa pyar me hai jeet bhi is haar me har dil yaha majbur hai ye pyar ka dastur hai har dil yaha majbur hai ye pyar ka dastur hai milta hai kya gum ke siva gum nahi kar muskura jine ka le le maja nadan ye jindagi hai khubsurat bala gum nahi kar muskura jine ka le le maja nadan ye jindagi hai khubsurat bala gum nahi kar muskura