SONG: Gham Nahi Gar Zindagi Veeran Hai, Ishq Par Ye Jaan Bhi Qurbaan Hai - ग़म नहीं गर जिन्दगी वीरान है, इश्क पर ये जान भी कुरबान है

Gham Nahi Gar Zindagi Veeran Hai, Ishq Par Ye Jaan Bhi Qurbaan Hai - ग़म नहीं गर जिन्दगी वीरान है, इश्क पर ये जान भी कुरबान है

LYRICS:
gam nahi gam nahi agar zindagi viran hai ishq par ye jaan bhi kurban hai gam nahi agar zindagi viran hai ishq par ye jaan bhi kurban hai gam nahi agar zindagi viran hai humne sab kuch kho ke sab kuch pa liya humne sab kuch kho ke sab kuch pa liya apne dil ko har tarha har tarha samjha liya ab koi hasrat hai na arman hai ab koi hasrat hai na arman hai gam nahi agar zindagi viran hai ishq par ye jaan bhi kurban hai gam nahi agar zindagi viran hai chand aansu pyar ke daulat nahi re chand aansu pyar ke daulat nahi roke jine me koi koi lajjat nahi hans ke mar jana wafa ki shan hai ishq par ye jaan bhi kurban hai