SONG: Gham Na Kar Khushi Ka Daur Aayega - ग़म ना कर खुशी का दौर आयेगा

Gham Na Kar Khushi Ka Daur Aayega - ग़म ना कर खुशी का दौर आयेगा

LYRICS:
gam na kar khushi kaa daur aayega gam na kar zamana aur aayega gam na kar khushi kaa daur aayega gam na kar zamana aur aayega khatm ho gayi sitam ki daastan khatm ho gayi sitam ki daastan jhuk raha hai ab zami pe aasma ab na ye hansi teri rulaayega gam na kar zamana aur aayega aa gaye hai dekho din bahaar ke aa gaye hai dekho din bahaar ke din guzar gaye hai intazaar ke din guzar gaye hai intazaar ke duhkh kaa ye sama badal hi jaayega
gam na kar zamana aur aayega chaar din guzaar de hansi khushi chaar din guzaar de hansi khushi aa gaya vo vaqt jab ki aadmi thokare nasib ke na khaayega gam na kar zamana aur aayega dekhna ye raat kat hi jaayegi dekhna ye raat kat hi jaayegi iske baad subah muskuraayegi iske baad subah muskuraayegi ik naya jahaan jagmagaayega gam na kar zamana aur aayega gam na kar khushi kaa daur aayega gam na kar zamana aur aayega