SONG: Gham Ki Vaadi Me - ग़म की वादी में

Gham Ki Vaadi Me - ग़म की वादी में

LYRICS:
gam ki vaadi me khushi kaa kaarvaan khone laga ishk me jo kuchh naa hona tha, vahi hone laga ishk me jo kuchh naa hona tha, vahi hone laga gam ki vaadi me khushi kaa karvaan khone laga ishk me jo kuchh naa hona tha, vahi hone laga ishk me jo kuchh naa hona tha, vahi hone laga kaun samajhega mohabbat ki bhala majburiya kaun samajhega mohabbat ki bhala majburiya do dilo ki chaahte duniya ki namanjuriya muskuraane hi se pahale pyaar kyon rone laga ishk me jo kuchh naa hona tha, vahi hone laga ishk me jo kuchh naa hona tha, vahi hone laga saamne aankho ke mere ishk kaa anjaam hai saamne aankho ke mere ishk kaa anjaam hai hai agar ye jindagi toh maut kis kaa naam hai ranj-o-gam jaage, nasiba pyaar kaa sone laga ishk me jo kuchh naa hona tha, vahi hone laga ishk me jo kuchh naa hona tha, vahi hone laga gam ki vaadi me khushi kaa kaarvaan khone laga ishk me jo kuchh naa hona tha, vahi hone laga