SONG: Gham Ki Badli Me Chamakta Ek Sitara Hai, Aaj Apna Ho Na Ho Par Kal Hamara Hai - ग़म की बदली में चमकता एक सितारा हैं

Gham Ki Badli Me Chamakta Ek Sitara Hai, Aaj Apna Ho Na Ho Par Kal Hamara Hai - ग़म की बदली में चमकता एक सितारा हैं

LYRICS:
gham ki badli me chamakta ek sitara hai aaj apna ho na ho par kal humara hai gham ki badli me chamakta ek sitara hai aaj apna ho na ho par kal humara hai aaj apna ho na ho par kal humara hai humko gairo ka nahi apna sahara hai aaj apna ho na ho par kal humara hai gardhisho se haarkar o baithne wale gardhisho se haarkar o baithne wale tujhko khabar kya apne pairo me bhi hai chhale tujhko khabar kya apne pairo me bhi hai chhale par nahi rukte ke manzil ne pukara hai manzil ne pukara hai aaj apna ho na ho par kal humara hai aaj apna ho na ho par kal humara hai le kadam aise jo sagar pass dekhe hai le kadam aise jo sagar pass dekhe hai ye wo irade hai jo parwat kaat dete hai ye wo irade hai jo parwat kaat dete hai karz in hatho ne dharti par utara hai aaj apna ho na ho par kal humara hai sach ka geet gaata hai dil kab tak andhera hai raat ke us paar le chal phir savera hai har samander ka kahin par to kinara hai aaj apna ho na ho par kal humara hai kal humara hai, kal humara hai kal humara hai, kal humara hai