SONG: Gham Ki Aag Me Ham To Hai Jalte Yaha - गम की आग में हम तो है जलते यहाँ

Gham Ki Aag Me Ham To Hai Jalte Yaha - गम की आग में हम तो है जलते यहाँ

LYRICS:
gam ki aag me hum to hai jalte yaha jane tum ho kaha gam ki aag me hum to hai jalte yaha jane tum ho kaha kya maine sapne sajaye kismat ne kya gul khilaye jalne laga aashiya gam ki aag me hum to hai jalte yaha jane tum ho kaha saajan birha agan me jalta hai ankho ka pani ab tumse yu dur rehkar marne lagi jindgani gam ki aag me hum to hai jalte yaha jane tum ho kaha aye maut aye meri hamdam ab tum to yu muh na modo barbadiyo ki kasam hai jiwan ki zanjir todo jiwan ki zanjir todo gam ki aag me hum to hai jalte yaha jane tum ho kaha gam ki aag me