SONG: Gham Chhodo Ye Saare Zamane Ka - गम छोडो ये सारे ज़माने का

Gham Chhodo Ye Saare Zamane Ka - गम छोडो ये सारे ज़माने का

LYRICS:
gum chhodo aji gum chhodo gum chhodo ye sare zamane ka gum chhodo ye sare zamane ka ye mausam hai ye mausam hai khushiya manane ka ye mausam hai khushiya manane ka gum bhulane ka gum chhodo ye sare zamane ka gum chhodo ye sare zamane ka kisi ki yad me kisi ki yad me khoye huzur baithe hai kisi ki yad me khoye huzur baithe hai kisi ko dil me basaye jarur baithe hai ha nigahe fer ke ha nigahe fer ke jo humse dur baithe hai haye idhar bhi dekhiye idhar bhi dekhiye idhar bhi dekhiye hum bekasur baithe hai meharban gum chhodo ye sare zamane ka gum chhodo ye sare zamane ka meharban gum chhodo ye sare zamane ka gum chhodo ye sare zamane ka ye mausam hai ye mausam hai khushiya manane ka ye mausam hai khushiya manane ka gum bhulane ka gum chhodo ye sare zamane ka gum chhodo ye sare zamane ka