SONG: Gham-Ae-Dil Kisse Kahu - ग़म-ए-दिल किससे कहूँ

Gham-Ae-Dil Kisse Kahu - ग़म-ए-दिल किससे कहूँ

LYRICS:
gham-ae-dil kisse kahu koi bhi gham khvaar nahi hain sabhi gair yaha koi bhi humraaj nahi jakhm-ae-dil ki yeh jalan kabil-ae-ijhahar nahi tuta rahna hai yaha silsila tut gaya, pyar ke afsano kaa ho gaya khaak chaman tinke bikhra ke gayi wo ek purvulam hawa rah gaye gham ke nishan gham-ae-dil kisse kahu koi bhi gham khvaar nahi hain sabhi gair yaha aaj ashko me bahe jate hain tute sapne aur ye daur-ae-sitam, kisse fariyad kare kaun sune dil ki juban hai ye bedard jaha gham-ae-dil kisse kahu koi bhi gham khvaar nahi hain sabhi gair yaha