SONG: Ghadi Teri Yaad Sataye Man Mera - घड़ी घड़ी घड़ी घड़ी तेरी याद सताये

Ghadi Teri Yaad Sataye Man Mera - घड़ी घड़ी घड़ी घड़ी तेरी याद सताये

LYRICS:
ghadi ghadi ghadi ghadi teri yad sataye man mera kyu ghabraye haye haye koi to aake btaye ghadi ghadi teri yad sataye kahu kisse main gam ka fasana mera dushaman hai sara jamana jab apno ne dard na jana jab apno ne dard na jana koi gair ko kaise bataye jab yad tumhari aaye haye haye koi to aake btaye ghadi ghadi teri yad sataye man mera kyu ghabraye haye haye koi to aake btaye ghadi ghadi teri yad sataye meri khushiyo mein aag lag ke meri aankho ko rona sikha ke koi kah de bedardi se jake koi kah de bedardi se jake mere sapno main bhi ab na aaye mere sapno mein bhi ab na aaye haye haye koi to aake btaye ghadi ghadi teri yad sataye man mera kyu ghabraye haye haye