SONG: Ghadi Ghadi Bhar Aaye - घड़ी घड़ी भर आये

Ghadi Ghadi Bhar Aaye - घड़ी घड़ी भर आये

LYRICS:
ghadi ghadi bhar jiya bekrar o ho jiya bekrar aaja gale balma mil to dil se dil ki baat ho ghadi ghadi bhar jiya bekrar o ho jiya bekrar aaja gale balma mil to dil se dil ki baat ho ho bhor suhani udta panchhi geet ye gata jaye bhor suhani udta panchhi geet ye gata jaye dil ki duniyan jo thukraye jina use na aaye ho o jina use na aaye aap khilouna tode balak aap hi neer bahaye ho ho aap hi neer bahaye dil ka khilouna kyun tute tujhko tera gam kyun lute koun kahe phir aaye na balam taro bhari raat ho ho taro bhari raat ho aaja gale balma mil to dil se dil ki baat ho aaja gale balma mil to dil se dil ki baat ho ho dil ka tarana lab par aaye kape aur rah jaye dil ka tarana lab par aaye kape aur rah jaye teri javani man meena dharti pe jhume gaye ho ho geet adhure gaaye tere dil ke darvaje par pyar khada pachhitaye ho pyar khada pachhitaye hamko meet banane vale o hamko meet banane vale pyar ko uth kar gale laga le kaise jiye bemout ho balam naino ki barsat ho naino ki barsat aaja gale balma mil to dil se dil ki baat ho aaja gale balma mil to dil se dil ki baat ho