SONG: Ghadi Aa Gayi Imtihan Ki - घड़ी आ गई इम्तिहाँ की

Ghadi Aa Gayi Imtihan Ki - घड़ी आ गई इम्तिहाँ की

LYRICS:
ghadi aa gayi imtihaan ki antim pal hain ginti ke jaha bhi ho tum maa sul lena shabd hain meri binti ke ek baras se pinjra hain khali mera panchhi la do maa mujhko piya se mila do maa, ae maa aya mahal ka ud gaya hansa fir use vapas la do maa mujhko piya se mila do maa, ae maa lut gayi main to mera nasiba fut gaya hay fut gaya bich safar me mera sathi chhut gaya hay chhut gaya subah ke bhule huye pathik ko saanjh pade ghar la do maa mujhko piya se mila do maa, ae maa he jagdambe meri bhanvar me nauka hain meri nauka hain dub rahi hain mujhko bacha lo mauka hain yahi muka hain bhaag me mere aag lagi hain aakar use bujha do maa mujhko piya se mila do maa, ae maa ek baras se pinjra hain khali pinjra khali kaha ho aao trishul wali kaha ho aao trishul wali he maa he maa he maa