SONG: Gehri Gehri Nadiyan Me Bahi Chali Jau Re - गहरी गहरी नदिया में बही चली जाऊ रे

Gehri Gehri Nadiyan Me Bahi Chali Jau Re - गहरी गहरी नदिया में बही चली जाऊ रे

LYRICS:
gahri gahri nadiyan me bahi chali jau re unki lagan me chali chali jau re chali chali jau re gahri gahri nadiyan me bahi chali jau re unki lagan me chali chali jau re chali chali jau re badh chale aaye dekho aage piche mauje ladne ko aaye jaise aaye raja ki fauje badh chale aaye dekho aage piche mauje ladne ko aaye jaise aaye raja ki fauje raja ki fauje mai dil tufa kaise tu jau re lad chali jau re badh chali jau re mai dil tufa kaise tu jau re lad chali jau re badh chali jau re chali chali jau re gahri gahri nadiyan me bahi chali jau re unki lagan me chali chali jau re chali chali jau re itni si machli badi hi saitan hai pair mera kat liya jan na pahchan hai itni si machli badi hi saitan hai pair mera kat liya jan na pahchan hai dhokha mujhe de gayi picha kiye jau re jaldi hai lekin mauj kiye jau re dhokha mujhe de gayi picha kiye jau re jaldi hai lekin mauj kiye jau re chali chali jau re gahri gahri nadiyan me bahi chali jau re unki lagan me chali chali jau re chali chali jau re kahe mujhe rok rahe phulo ki dali tu bhi mere sath chali o matwali kahe mujhe rok rahe phulo ki dali tu bhi mere sath chali o matwali o matwali khil khil jana mai jab unhe pau re sath mera dena jab sath unke jau re khil khil jana mai jab unhe pau re sath mera dena jab sath unke jau re chali chali jau re gahri gahri nadiyan me bahi chali jau re unki lagan me chali chali jau re chali chali jau re gahri gahri nadiyan me bahi chali jau re unki lagan me chali chali jau re chali chali jau re