SONG: Geet Huye Hai Ghayal Chikh Rahi Hai Payal - गीत हुये है घायल चीख रही है पायल

Geet Huye Hai Ghayal Chikh Rahi Hai Payal - गीत हुये है घायल चीख रही है पायल

LYRICS:
geet huye hai ghayal chikh rahi hai payal jaau kaha main raah na sujhe ab to aaja o geet huye hai ghayal chikh rahi hai payal jaau kaha main raah na sujhe ab to aaja o geet huye hai ghayal aashao ke sawan mein angaro ki barsate aashao ke sawan mein angaro ki barsate jala na dale meri duniya sholo ki barsate jala na dale meri duniya sholo ki barsate der jo ki aane mein jara to der jo ki aane mein jara to raakh milegi meri geet huye hai ghayal chikh rahi hai payal jaau kaha main raah na sujhe ab to aaja o geet huye hai ghayal aas ka bandhan tut raha hai aas bandhane wale aas ka bandhan tut raha hai aas bandhane wale aana hai to der na kar ab door se aane wale aana hai to der na kar ab door se aane wale der jo ki aane mein jara to der jo ki aane mein jara to der jo ki aane mein jara to raakh milegi meri geet huye hai ghayal chikh rahi hai payal jaau kaha main raah na sujhe ab to aaja o geet huye hai ghayal