Gazab Ka Hai Yeh Din LyricsArijit Singh,Amaal Mallik
LYRICS:
Gazab Ka Hai Yeh Din Lyrics Chal pade hain hum aisi raah pe Befikar hue ke ab jaana kahan
Lapata hue saare raaste
Dhoondega humein yeh zamana kahan Yeh samaa hai kaisa
Muskurane jaisa
Dheemi baarishein hain har jagah Yeh nasha hai kaisa Doob jaane jaisa
Jaagi khwaishein hain har jagah
Gazab ka hai yeh din Gazab ka hai yeh din Gazab ka hai yeh din dekho zara (x2)Paani hoon paani main Haan
behne do mujhe
Jaisa hoon waisa hi Rehne do mujhe
Duniya ki bandishon se Mera naata hai kahan
Rukna theharna mujhko aata hai kahan Yeh samaa hai kaisa
Muskurane jaisa
Dheemi baarishein hain har jagah Yeh nasha hai kaisa Doob jaane jaisa
Jaagi khwaishein hain har jagah
Gazab ka hai yeh din Gazab ka hai yeh din Gazab ka hai yeh din dekho zara (x2)Neeli hai kyun zameen
Neela hai kyun samaa
Lagta hai ghaas par soya aasmaan Yeh mastiyan meri
Manmaniyan meri Lo mil gayi mujhe aazadiyan meri Yeh samaa hai kaisa
Muskurane jaisa
Dheemi baarishein hain har jagah Yeh nasha hai kaisa Doob jaane jaisa
Jaagi khwaishein hain har jagah
Gazab ka hai yeh din Gazab ka hai yeh din Gazab ka hai yeh din dekho zara (x2)Chal pade hain hum aisi raah pe Befikar hue ke ab jaana kahan
Lapata hue saare raaste
Dhoondega humein yeh zamana kahan Yeh samaa hai kaisa
Muskurane jaisa
Dheemi baarishein hain har jagah Yeh nasha hai kaisa Doob jaane jaisa
Jaagi khwaishein hain har jagah
Gazab ka hai yeh din Gazab ka hai yeh din Gazab ka hai yeh din dekho zara (x2)Written by:Manoj
Muntashir More Songs