SONG: Gaye Jaa Tu Gaye Jaa - आज नहीं है घर में शकर

Gaye Jaa Tu Gaye Jaa - आज नहीं है घर में शकर

LYRICS:
aaj nahi hai ghar me shakar ye bhi hai kismat ka chakkar aaj nahi hai ghar me shakar ye bhi hai kismat ka chakkar khara pani pi kar bhi tu khara pani pi kar bhi tu mitha sangit sunaye ja mitha sangit sunaye ja gaye ja tu gaye ja gaye ja gaye ja tu gaye ja gaye ja gaye ja bhul bhul me phul khile hai bhul bhula kar aan mile hai bhul bhul me phul khile hai bhul bhula kar aan mile hai bhul kar fir sambhal bhul kar fir sambhal aur pichhli bhul bhulaye ja tu pichhli bhul bhulaye ja gaye ja tu gaye ja gaye ja gaye ja tu gaye ja gaye ja gaye ja is duniya ko bhed na dena man hi ke andar ro lena is duniya ko bhed na dena man hi ke andar ro lena dard bhari is duniya me hansta ja aur hansaye ja hansta ja aur hansaye ja gaye ja tu gaye ja rag rangile git suhane rag rangile git suhane gaye ja tu gaye ja gaye ja gaye ja tu gaye ja gaye ja gaye ja