SONG: Gaye Ghabrake Ke - किसी हसीं ने मेरा दिल छिना दिल्लगी ने

Gaye Ghabrake Ke - किसी हसीं ने मेरा दिल छिना दिल्लगी ने

LYRICS:
ghabrake mohabbat kar baithe ghabrake mohabbat kar baithe hame dil ki kasam hum to ghabrake mohabbat kar baithe ghabrake mohabbat kar baithe kuch apne hi dil ka ishara mila kuch apni najar ka sahara mila kuch apne hi dil ka ishara mila kuch apni najar ka sahara mila dil aur najar milke ye kaisi shararat kar baithe ye kaisi shararat kar baithe hame dil ki kasam hum to ghabrake mohabbat kar baithe kuch aisi badhi apni tanhaiya phir sambhali na gayi apni rushwaiya kuch aisi badhi apni tanhaiya phir sambhali na gayi apni rushwaiya ab kisi se gila kya kare jab khud hi kayamat kar baithe jab khud hi kayamat kar baithe hame dil ki kasam hum to ghabrake mohabbat kar baithe