SONG: Gaya Ujala Suraj Duba Ab Hai Meri Bari - गया उजाला सूरज डूबा अब है मेरी बारी

Gaya Ujala Suraj Duba Ab Hai Meri Bari - गया उजाला सूरज डूबा अब है मेरी बारी

LYRICS:
gaya ujala suraj duba ab hai meri bari gaya ujala suraj duba ab hai meri bari andhkar ke nagar me aaya jyoti ka vyapari ye andhkar ki duniya dukh ki pukar ki duniya ye bekarar ki duniya jaise mera aakash dip hai jivan ka ujiyara dharti ke aagan me sabki ummido ka sahara aaj garibi ka dukh humko thokar mar giraye armano ka deepak phir bhi uncha uthta jaye jaise mera aakash dip hai jivan ka ujiyara ummido ka tara jhilmil jhilmil pyara ummido ka tara jhilmil jhilmil pyara