SONG: Gaya Bachpan Dua Dekar Adaa Lekar Sabaab Aaya - गया बचपन दुआ देकर अदा लेकर सबाब आया

Gaya Bachpan Dua Dekar Adaa Lekar Sabaab Aaya - गया बचपन दुआ देकर अदा लेकर सबाब आया

LYRICS:
gaya bachpan dua dekar ada lekar sabab aaya abhi kya tha abhi kya hai ye kaisa inkalab aya adao me sokhi nigaho me masti ladakpan mujhe de gaya jate jate ladakpan mujhe de gaya jate jate ye saman gairo ki dil bast gi ke ye saman gairo ki dil bast gi ke jawani bhi layi to kya aate aate jawani bhi layi to kya aate aate adao me sokhi nigaho me masti ladakpan mujhe de gaya jate jate ladakpan mujhe de gaya jate jate ye rahe jawani ki kato bhari hai inhi rashto par mujhe bhi hai chalna ye rahe jawani ki kato bhari hai inhi rashto par mujhe bhi hai chalna inhi rashto par mujhe bhi hai chalna magar koi kata na daman se uljhe magar koi kata na daman se uljhe yu chalna hai daman bachate bachate yu chalna hai daman bachate bachate adao me sokhi nigaho me masti ladakpan mujhe de gaya jate jate ladakpan mujhe de gaya jate jate ada koi apna nahi hai jo samjhe mere dil ki dhadkan mere dil ki bate ada koi apna nahi hai jo samjhe mere dil ki dhadkan mere dil ki bate mere dil ki dhadkan mere dil ki bate kisi ke na kano me aawaz pahuchi kisi ke na kano me aawaz pahuchi juba thak gayi hai sunate sunate juba thak gayi hai sunate sunate adao me sokhi nigaho me masti ladakpan mujhe de gaya jate jate ladakpan mujhe de gaya jate jate