SONG: Garibo Par Daya Kar Ke Bada Ahsan Krte Ho - ग़रीबों पर दया कर के बड़ा एहसान करते हो

Garibo Par Daya Kar Ke Bada Ahsan Krte Ho - ग़रीबों पर दया कर के बड़ा एहसान करते हो

LYRICS:
garibo par daya kar ke bada ehsaan karte ho garibo par daya kar ke bada ehsaan karte ho inhe buzdil bana dene kaa tum samaan karte ho inhe buzdil bana dene kaa tum samaan karte ho garibo par daya kar ke bada ehsaan karte ho inhi ko lutte ho aur inhe khairaat dete ho inhi ko lutte ho aur inhe khairaat dete ho bade tum dharm waale ho ye accha daan karte ho bade tum dharm waale ho ye accha daan karte ho garibo par daya kar ke bada ehsaan karte ho daro us wakt se jab rang badlega jamaane kaa daro us wakt se jab rang badlega jamaane kaa ye tumse lenge badla jinka ab apmaan karte ho ye tumse lenge badla jinka ab apmaan karte ho garibo par daya kar ke bada ehsaan karte ho inhe buzdil bana dene kaa tum samaan karte ho