SONG: Garibo Ko Ye Duniya Chain Se Jine Nahi Deti - गरीबों को ये दुनिया चैन से जीने नहीं देती

Garibo Ko Ye Duniya Chain Se Jine Nahi Deti - गरीबों को ये दुनिया चैन से जीने नहीं देती

LYRICS:
garibo ko ye duniya, chain se jeene nahi deti hansi ke jaam se do ghunt pine nahi deti chale hain thokre khate chale hain chot ye khate, unhe duniya se thukraye isi ka naam duniya hai isi ka naam duniya hai, to hum duniya se baaz aaye chale hain thokre khate juba ban kar ye kahte hain, dil-e-barbad ki shane watan me chain se watan me chain se, rahne na de jisko watan wale bataye aasma wo bewatan, jaye kaha jaye bataye aasma wo bewatan, jaye kaha jaye isi ka naam duniya hai isi ka naam duniya hai, to hum duniya se baaz aaye chale hain thokre khate